Polytechnic Entrance Exam 2021 ki taiyari kaise kare, kya padhe

Polytechnic ki taiyari kaise kare

200

Polytechnic Entrance Exam 2021 : आज मै आप सभी से बात करने वाला हूँ की 10th या 12th बाद Polytechnic Entrance Exam ki Taiyari kaise kare? Polytechnic Entrance Exam में कैसे question पूछे जाते है? Polytechnic Entrance Exam ka syllabus kya hai ? Polytechnic Exam ke liye kya padhe ? आदि ऐसे सभी जानकरी इस लेक के माध्यम से आप सभी विद्यार्थी पढ़ सकेगे | जो आपके पॉलिटेक्निक एंट्रेंस एग्जाम की तयारी करने के लिए बहुत ही महत्वपूर्ण जानकारि है |

Note 1 : Polytechnic Entrance Exam Admit card 2021 Download on 25 August 2021. Exam schedule देखने के लिए Click करे|

Note 2 : Polytechnic Entrance Exam 31 अगस्त से 4 सितम्बर 2021 को आयोजित होगा |

इसे पढ़े : UP Polytechnic Entrance Exam JEECUP 2021 की तैयारी कैसे करे ?

Polytechnic Kya hai?

Polytechnic Entrance Exam 2021 ki taiyari kaise kare, kya padhe

सबसे पहले तो हमे पता होना चाहिए की पोलिटेक्निक करने से हमे क्या-2 लाभ है? और हमे किस क्षेत्र में नौकरी मिलेगी? पॉलिटेक्निक एक तकनिकी शिक्षा (Technical Education) के क्षेत्र में पहली सीढ़ी है| Polytechnic course लगभग प्रत्येक राज्य में Technical Education के क्षेत्र में Diploma एवं प्रमाण- पत्र स्तर के कोर्स है| Polytechnic course 3 वर्षीय और 2 वर्षीय होता है, जिसके लिए अभ्यर्थी को 10th पास या 12th या 10th + ITI पास होना अनिवार्य है|

Government Polytechnic College में Admission kaise ले ?

पॉलिटेक्निक कॉलेज में प्रवेश के लिए हर वर्ष Entrance Exam करायी जाती है| Polytechnic Exam लगभग प्रत्येक राज्य में Organize होती है| यह एंट्रेंस एग्जाम अप्रैल/मई/जून में होती है| Polytechnic Exam में प्राप्त अंको के आधार पर ही अभ्यर्थी को कॉलेज आवंटित होते है| अत: यदि candidate का प्राप्तांक अधिक है तो उसे मनचाहा गवर्नमेंट/सेमी गवर्नमेंट कॉलेज में प्रवेश मिल जाते है|

Polytechnic Entrance Exam 2021 के लिए पत्रता

पॉलिटेक्निक कोर्स करने के लिए अभ्यर्थी को 10th या 12th पास होना अनिवार्य होता है| Students 10th क्लास पास करने के बाद भी इस प्रवेश परीक्षा में भाग ले सकते है| यदि students 10th क्लास पास होने के बाद पॉलिटेक्निक कोर्स करते है तो यह कोर्स 3 वर्ष का होता है और यदि अभ्यर्थी 12th कक्षा या ITI पास होने के बाद पॉलिटेक्निक कोर्स करता है तो वह यह कोर्स 2 वर्षो में ही पूरा कर सकता है|

आयुसीमा (Age Limitation)

Polytechnic Course करने के इच्छुक candidates के लिए आयु सीमा निम्नतम 14 वर्ष तथा अधिकतम आयु का कोई प्रतिबन्ध नहीं है|

Polytechnic Entrance Exam में क्या पढ़े?

Polytechnic Entrance Exam में सभी प्रश्न वस्तुनिष्ठ(Objective) प्रकार के होते है| इस परीक्षा में गणित, रसायन और भौतिक से प्रश्न पूछे जाते है| अत: students को तीनो विषय Math, Chemistry and Physics को बहुत अच्छे से पढना चाहिए|

Polytechnic Entrance Exam Syllabus 2021

मुख्यत: Polytechnic Entrance Exam में वस्तुनिष्ठ प्रकार के प्रश्न गणित, भौतिक और रसायन से पूछे जाते है| जैसे UP- Polytechnic Entrance Exam में गणित से 50 प्रश्न और भौतिक तथा रसायन से 50 प्रश्न पूछे  है|

कैसे करे पॉलिटेक्निक प्रवेश परीक्षा की तैयारी 

  • सबसे पहले आप 10th कक्षा तक की सभी Physics, Chemistry और Math NCERT Book जरुर पढ़ ले| यदि आप 12th पास करने के बाद polytechnic Course के लिए आवेदन करते है तो 7-12th class तक की NCRT जरुर पढ़े|
  • पुराने Question Paper को solve jarur करे|
  • Model Question Paper को समय निर्धारित करके प्रैक्टिस करे, जिससे अच्छी accuracy और कम समय में प्रश्न हल हो जायेंगे|
  • Rivision किसी भी परीक्षा की तैयारी करने का सबसे अच्छा तरीका है इसलिए सप्ताह में एक दिन सभी विषय का Rivision जरुर करे|

Polytechnic Course करने से लाभ 

पॉलिटेक्निक कोर्स करने के बाद Students किसी भी क्षेत्र जैसे Government sector, Semi-Government sector और Private sector में नौकरी कर सकते है| Polytechnic Course करने के बाद ही आप Junior Engineer(GE) बन सकते है|

Note : Students ध्यान दे जो-जो प्रतियोगी छात्र-छात्रए “Polytechnic Entrance Exam 2021” की तैयारी कर रहे है| तो अगर आप सभी के मन में कोई भी Polytechnic की तैयारी से सम्बंधित कोई भी समस्या हो तो आप सभी हमें Comment Box पर जाकर Comment कर सकते है | हमारी एक्सपर्ट टीम आपके Question का जरुर उत्तर देगी |

4.3/5 - (35 votes)
200 Comments
  1. Vishal choudhary says

    Sir मै jeecup का exam 10th level pe de raha hoo sir kya aap mujhe बताये ki math me kaun kaun se chapter aate hai jise mai aache se tayari kar sakoo please sir

    1. radhe@5290 says

      Vishal, Math me Bahut se Topic se Question puche jate hai…Aap Trignometry, Geometry, Equation, SI & CI, Profit & Loss, Number System and Percentage etc par adhik dhyan de..

    2. JASPREET SINGH says

      Sir Polytechnic ke liye AICTE Approved college he select karana chahiye yaa phir Private University se bhi Polytechnic kar sakte hain? Job placement ke liye kis college ko prerere karna chahiye? Please suggest me.

    3. Nzrl says

      Sir enterence exam me (-)marking kaise hota hai

      1. Sarkari Job Help says

        ak question wrong hone par .25 marks kaat liya jata hai…yani 4 question wrong hone par 1 ank kaat liya jata hai..

        1. Aditi says

          Sir kya entrance exam m ncert ki book se aata h ya up board se ….

          1. Sarkari Job Help says

            Yes…aap 10th class ki ncert phy, che & Math taiyar kar lijiye isme se question aate hai…

          2. Guddu Singh says

            Maths revision karana hai

      2. Aarti kumari says

        Sir polytechnic ki tayri ke liye kuchh easy tips bataiye

    4. Praveen kr says

      Sir mai bihar board 10 see pad rha hu sir kripya batay ki polytechnic entrance
      exam ka date kab aate hai, iski syllabus ki tayari kai see kre jis se main achhe se tayari kar sakoo
      Please sir

    5. Rohit says

      Sir 12 me xam dena h is baar hmm abhi 11 me h toh

      Kya 11 oor 12 dono k syllabus se puchta h kya

      Oor uske liye aacha book kaun h

      1. Sarkari Job Help says

        Rohit, nahi polytechnic me mostly question 10th & 11th ka hi rahta hai…

  2. Abhay kannaujiya says

    Sir mujhe polytechnic ka notes bataye.

    1. radhe@5290 says

      aap, Arihant prakashan ki book le sakte hai…

    2. Shiv says

      Sir mujhe politecni ke note bataiye

  3. R.N.k says

    Hello sir ma polytechnic e2 group sa form bhara hu tyari kaisa kra please reply sir

  4. Prince Verma says

    Sir polytechnic ke best notes dijiye

    1. radhe@5290 says

      Today will be update… visit website regular..

  5. Wasim akrm says

    Sir 1 month se bhi km tym he entrance exam me aur mene kuch bhi nai pda kya kru sir pls help me

    1. radhe@5290 says

      Ham Specially Polytechnic, IERT ke liye Books, Practice Paper, etc Upload kar rhe hai, aap un sabhi Notes ko acche se padhe. apki taiyari en sabhi Notes ki madad se acche se hojayegi…
      aap parday practice paper solve kare,

  6. Manish Kunjwal says

    plytechnic ke forms kab niklenge kitne rupay mein bhare jaenge kab tak bhare jaenge
    padhna kya hoga
    book kon si leni hogi
    field kya kya h

  7. Manish Kunjwal says

    kitni income hogi
    kya kya ban sakte h
    kitna paisa lagega
    last jada se jada kitne income milegi
    kya kya karna pdega

  8. Anuj says

    Sir polytechnic ke group E ki taiyari ke liye video bhejw

  9. Arohi says

    Sir main pmt branch se hu .sb ye bolte h ki ye branch khrab h to ishke bare me mujhe aap kuch samjha dijiye. Or main agar dubara entrance du to kase bss ?

  10. Diwakar prasad sahu says

    sir mai iti kar liya hu,our politechnik karna chahta hu.lekin mera pharm 10th ki marksheet se bhra gya hai.pcm se 12th bhi hai .to hume second year me addmission milega kya?

  11. LAV KUMAR says

    GOOD

  12. Shivakant says

    Math me prarambhik math rahega ya nahi up polytechnic me

  13. Shivakant says

    Math physics chemistry slaves

  14. shivam Rajput says

    Sir polytechnic ma pass hone ke liye kitne number aane h

  15. Pankaj yadav says

    मैं एक कक्षा 12वीं का विद्यार्थी हूं अभी मेरी कक्षा 12वीं की पढ़ाई शुरू हुई है क्या मैं पॉलिटेक्निक के लिए अप्लाई कर सकता हूं कक्षा बारहवीं के आधार पर 2 साल का कोर्स

  16. Pankaj yadav says

    मैं कक्षा 12वीं मैथ से पढ़ रहा हूं और अच्छा इसकोर करने की संभावना है

    1. radhe@5290 says

      Best of luck….

  17. Shubham pandey says

    Sir if maine polytechnic pass kar liye kya turnt hame job mil jayega sir ki nahe milega
    Agar nahe milega to aage kya karana padega
    Plz hamare nu. Pe sms jarur kare
    9129467484

  18. Nagendra singh says

    sir meine 10th class se A group mein polytehcnic ka form dala hai kis tarike se tayari kare kuch basic Question bataiye

  19. Vandana says

    Sir maine bihar polytechnic ka form 10th level prr bhara h but mujhe smjh nhi aa rha h ki m kya padhu or kya nhi so plz sir can u help me….mujhe sare subject nd kis kis chapter se ques aayenge ye bhi bta dijiye plz sir

    1. raja bhai says

      10th ki ncert se taiyari kare

    2. Abhishek bind says

      Sir polyteknic ka kitna question right hone par collage milega please help

      1. Sarkari Job Help says

        aap 45-50 question complete kijiye…

  20. Yash Rajput says

    sir polytechnic entrance exam ke liye rakesh yadav sir ki advance maths best hai ya nahi.

    1. radhe@5290 says

      Best hai aap Download kar le… Click here – Rakesh Yadav Advance Math Book PDF

      1. Manish says

        Politenik me negative mark h kya?

        1. Sarkari Job Help says

          yes…

  21. Abhishek says

    Polytechnic ki taiyari kaisa kara kon si book acchi rahti hai exam clear karna ka lia

    1. radhe@5290 says

      Abhishek ji, hamne Polytechnic Entrance Exam ke liye Math, Physics, Chemistry ki Books Provide karai hai, aap un sabhi Book padhe, or Best Book Arihant ki Rahegi….

  22. Vikas singh says

    Sir ek mahine se kam time bchaa h or meri achi tyari nahi h sir mjhe ab Kya pdna chahiye mjhe koi simple notes ya sets mil skte h

    1. radhe@5290 says

      Vikash ji Hamne, Polytechnic Entrance Exam ke liye Previous Year Paper, Or Study Materials Upload kiya hai, App un sabhi Notes ko padhe…

    2. raja bhai says

      only youtube video pooja ki book polytechnic

  23. Nomi says

    Thank You So Much sir !! Aapne bohot hi Acchi Jankari Share Ki hain!!

  24. Divyanshu vats says

    Sir hme samajh me nahi aa raha he ki PE or PM ka syllabus same rahega aur hme PE ka syllabus bataye

    1. Sarkari Job Help says

      syllabus of pre- Math(arithmetic&advance),Reasoning,General Science, current affairs,polity Economics etc ko aap taiyar kare…

  25. Sanni kumar singh says

    Kaun say book le

    1. raja bhai says

      pooja book polytechnic

  26. Vinit Saroj says

    Sir Polytechnic Group E ke Physics, Chemistry ke kaun – kaun se main topic hai. Ya kis lesson se Jada question ate hai.

  27. aditya vikram says

    sir darasal abhi 10 din hi bacha hai exams ko, to sir mene jeecup 2018 ki tayari ki hai prr abhibhi thoda baaki sir
    to aap hi bataayi ki me kya karu abhi se ki me jeecup 2018 exam me pass ho saku, sir

    1. Sarkari Job Help says

      Aditya, Din bahut kam hai, Aditya App Previous Paper 2017, ke Question Paper ko Acche se Solve kare, or Hamne Arihant Publication ke Polytechnic Practice set PDF ko Upload kiya hai, din kam hone ke karan aap Practice par jyada dhyan de..

  28. aditya vikram says

    aur waise bhi sir mera ye (jeecup 2018) wala exam mai pehli baar de rha hu
    to sir ab aap hi bataiye ki ab me kya karu plzz sir

    1. Sarkari Job Help says

      Focus kare Practice करने के लिए, Modal Paper, Previous Paper, etc….

  29. aditya vikram says

    plzz sir plzz sir plzz sir reply me

  30. Sumit kumar says

    sir main ye poochhna chahta hoo ki agar polytechnic entrence exam me maximum marks na aa paye to tab main college kaise chunuga
    plz sir tell me

    1. Sarkari Job Help says

      apka no. maximum ho ya minimum aap college sabse pahle govt. college, semi govt. aur finally private college ko variyata dijiyega…

  31. Bikas Kumar bhagat says

    Sir polectecnic ki behtar shayari ke liye latest model practice set nikale

    1. Sarkari Job Help says

      ok,Bikas

    2. Ramjee Kumar says

      sir Main 12th pcm se pass hun
      Main polytechnic Karna chahta hun
      Lekin mujhe yah samajh mai nahi aa raha hai ki math 12th ka puchega ki 10th ka

      1. Sarkari Job Help says

        Ramjee, aap 10th base par form apply karenge to 10th level ka question rahega, yadi 12th level par apply karnge to 12th base question rahega..

  32. Siddharth says

    Sir meri exam ki taiyari nhi ho payi he or bus do din bache he kya mujhe exam nhi dena chahiye sir please advice me i want govt. College

    1. Sarkari Job Help says

      Siddharth, aap exam dijiye… ho sakta hai jo paper ayega wo apko ata ho..Don’t worry.. best luck

  33. TARUN Kumar says

    Sir Mara 10th class m 34% h to mujha admission MIL sakta h
    Mana Form to bar dya

    1. Sarkari Job Help says

      Entrance exam me achhe marks obtain kijiye… admission mil jayega..

  34. shubham saini says

    Sir m bhot confused Hu ..or nervous Hu ..ksa exam aaega kya kru tell me

  35. Siddharth says

    Sir please advice me

  36. Ram niteesh says

    Sar is paper me biologe se question nahe puche jate hai plese replay sar

  37. Bittu Kumar says

    Sir iska koi best notes dijiye na sir please sir please

  38. ASHISH raj says

    Sir mai abhi jharkhand polytechnic ka form bharne ja raha Hu isme syllabus keya hoga

    1. Sarkari Job Help says

      Jharakhand Polytechnic me math, Physics & Chemistry se Question puchhe..

  39. Hemang mishra says

    Sir Mene entrance exam diyaa tha to mere 100 number or questions bilkul write hai to sir mujhe kesa collage mill skta hai pls tell me sir

  40. Vipin says

    manchaha college ke liye kitne% lana anivarya hai sir

    1. Sarkari Job Help says

      65+ question sahi hoga to aap jo college chahenge wo milega…

  41. RAMPRASAD says

    SIR MAI POLYTECHNIC KA KUCH TAIYARI NAHI KIYA HU AUR SMAY NAHI HAI MAI KYA KARU

  42. Sahil sharma says

    Sir jaise Genral knowledge ke question hai 10th tk un sbko bi revise krna hai

    1. Sarkari Job Help says

      aap science ka Objective GK Question revise kar le…

  43. rakesh kannaujaya says

    sir itarensh exame mai kitany no lay ki hmko government college mil jayga…cs cotigary sai hoo

    1. Sarkari Job Help says

      aap sc category se hai, aap 40-50 question sahi kar denge to apko Govt. Polytechnic College mil jayenge…

  44. krishna kumar says

    sir mai 10th level par polytechnic karne ke liye form aply kiya hai.sir mai yah janana chahta hu ki es exam ke question solve karne liye hme kitna samay milega?

    1. Sarkari Job Help says

      aap kis state ke liye polytechnic form apply kiya hai???… Up polytechnic me time Duration 3 Hours….

  45. Bikas Kumar bhagat says

    Sir mai Janna chhahta hu ki polectecnic me kis tarah ke question pucche jate hai kripiya mere liye poletecnic ke questions ka namuna mere email per bhej de

  46. आकाश दीप says

    पॉलिटेक्निक में बीना टेस्ट के एडमिशन मिल सकता है

    1. Sarkari Job Help says

      Nahi…

  47. ramesh kumar says

    Sir 12th pass student ke liye kitne sal course hota he iss time

    1. Sarkari Job Help says

      2 years, apka admission direct second year me ho sakta…

  48. Rohit kumar says

    Pass Mask Kitna Mai Hota Hai ,

  49. Anuj Pal says

    Sir Polytechnich Entrance exam ki taiyari ke liye koi best book ho to plz tell me sir I requeste to you plz

    1. Sarkari Job Help says

      aap, ncrt book 9th aur 10th class ka taiyar kar le….ya Arihant ki book le sakte hai

  50. Shyam says

    Radhe ji me u.p ka hu kya me u.k(uttrakhand)se polytechnic kar sakta hu please reply

    1. Sarkari Job Help says

      uttrakhand se polytechnic karne ke liye, apke pass uttrakhand ka Domicile hona chahiye ya aap 10th class uttrakhand se passout ho

  51. Sahil kumar says

    Sir jee, Mai polytechnic ka taiyaaryi krna chahta hoon, Mai 10th level ka hu, mujhe kid book se padhna chahiye jo meri bahot help karegi,

    1. Sarkari Job Help says

      aap 9th 7 10th ki ncrt book padh le, ya Arihant polytechnic book apke liye best hogi….

  52. Sahil kumar says

    Sir Mai rhta hu Patna me , kya Mai Haryana se polytechnic krr Ekta hu

    1. Sarkari Job Help says

      Sahil, aap Haryana polytechnic kar sakte hai, haryana polytechnic me 15% seat other state ke reserve hai….

  53. Madhuvan Sharma says

    Sir m 12 m fail ho gya aur 10 m mere 85 percent h m polytechnic krna chahta hu sir plz muje iski pure process bta dijiye muje smj nhi a rha h m kya aur kaise Kru

    1. Sarkari Job Help says

      Madhuvan, polytechnic ke liye minimum eligibilty 10th hoti hai, 10th par polytechnic kar sakte hai,
      polytechnic karne ke liye 12th pass hona necessary nahi hai…

  54. Abhay shukla says

    Sir mai mining me select hona chata hu lakin meri age 14 saal ki hai kya aur mai 10 th pass ho chuka hu 85 percentage hai mere mera kya ho sakta hai

  55. prashant says

    sir 10th 55% aye h bt math m 34 h kya diploma m admisn mil skti h

    1. Sarkari Job Help says

      yes, diploma me admission mil sakta hai,

  56. Ganpat suthar says

    Agar 12th class me arts subject hain to polytechnic kar sakte hain
    Or
    Sir ऐन्ट्रेंस ka exam kon leta h
    Or
    Exam kaha hota hain

    1. Sarkari Job Help says

      yes, yadi apka 10th science se hai, to aap polytechnic kar sakte hai…JEECUP exam karata hai..jis dist. ka address rahta hai usi dist. me exam hota hai…

      1. biru says

        Sir kya polytechnic or inter sath mae ho skta hae

        1. Sarkari Job Help says

          nahi, yadi aap ak sath polytechnic aur inter karenge, to aap dono degree ak sath kabhi bhi use nahi kar payenge…
          Yadi aap dono ak sath karna chahte hai, to Inter private se kar sakte hai…

  57. Karan kashyap says

    Sir mike DEI man k college ka entrance Dena h polytechnic kaa m oss ki tiyari kese kru ??

  58. Dhananjay Sharma says

    Sir,
    Rajasthan Polytechnique college main 10th pass students ke liye entrance test hota hai kya .

    Please Reply sir.

    Thank you.

    1. Sarkari Job Help says

      Yes, Rajasthan Polytechnic Entrance Exam me appear hone ke liye candidate ko 10th with math & science Subject se pass hona chahiye.

  59. Manoj says

    Sar mer 12th m 1 m ri h to kiya m from bar sakta hoooo sar plz replay

    1. Sarkari Job Help says

      Manoj,aap message clear likhe, app kya puchna chahte hai…

  60. Ratan lal jatiya says

    Sir g 10th me kitne percent hone pr polytecnic ki govt.college milti h

    1. Sarkari Job Help says

      Ratan, 10th ki marks ke aadhar par polytechnic college nahi milta hai, polytechnic Entrance Exam me obtain no. ke aadhar par college milega….

  61. Saurabh gupta says

    Sir is bar maine polytechnic me adimison liya hai exam kaise hota hai iske bare me mujhe jankari de

    1. Sarkari Job Help says

      aapka trade kya hai ? mai apko paper uplabdh kara dunga…aur puri details post ke madhaym se provide kara dunga…

  62. s n kumawat says

    Government collage me admission 10th ke percent ka Aadhar par bhi hota hai kya

    Government collage me admission 10 ke percent ke Aadhar bhi hota hai kya

    1. Sarkari Job Help says

      Nahi, Govt. Polytechnic College me admission 10th ke percent ke aadhar par nahi hota hai..

  63. Yash Talreja says

    Sir mene polotecnic ka form bra h 10 th pass krne ke Baad mujhe intrence exam ki prepare krna h mujhe btaiye ki me kya pdu

    1. Sarkari Job Help says

      aap 10th class ka NCRT book Math, Physics aur Chemistry ko achhe se taiyar kar le…iske bad previous year Question paper solve kijiye…aap hamare sath bane rahe apko guidlines hamesa di jayegi…sarkarijobhelp dwara

  64. rehan khan says

    sir hamari math since bahut kamjor h
    ai kya polytechnic karu ya nahi

    1. Sarkari Job Help says

      Rehan, apka math science bahut kamjor hai, to apko polytechnic me problem ho sakti hai..but aap mehnat karenge to koi problem nahi hogi..
      ya aap Defence ki taiyari kar sakte hai,

  65. Mohan modanwal says

    Polytechnic ka pepper ke liye kitne number important hai

    1. Sarkari Job Help says

      Mohan, Polytechnic entrance exam me aap adhik se adhik question kare
      yadi aap 50-60 questions kar le to bhi govt. college mil jayega, but choice ke govt.college ke liye 60-70 question sahi karne honge..
      Polytechnic diploma ka form bharne ke liye, Class 10 Exam Passed with 35% Marks, PCM 50% Marks

  66. Manoj says

    Sir mere 10th me 60% Marks ha kya merko Civil ya mechanical Me admission mil skta ha

    1. Sarkari Job Help says

      Manoj, apko polytechnic entrance exam me achhe marks lane honge, tabhi Govt. & your choice trade mil payega..
      Polytechnic me admission academic merit ke aadhar par nahi hota hai..

  67. Vikash kumar says

    Mai elect… Se ITI kr rha hi kya Mai polytechnic me apna trade change kr skta hu

    1. Sarkari Job Help says

      Yes Vikas, aap polytechnic me apne choice ke trade choose kar sakte hai…

  68. Shivam Kushwaha says

    Sir mujhe polythecnic mein admissions lena h government me lu ya private bhi sahi rahega

    1. Sarkari Job Help says

      Shivam Ji, Polytechnic karne ke liye Government Best Rahega….

  69. Jony Kumar says

    Sir m polytechnic ki tayari or rha hu but 2 year ka gap h admission m koi problem to ni hogi,,,tell me

    1. Sarkari Job Help says

      Jony, koi problem nahi hogi, Document verification ke time ak effidevit banwa lijiyega..

  70. barajnandan kumar says

    sar ham b.sc part 1 me admission bhi le liye he aur ham poltec karna chahte he kya ham polytechnic form bhar sakte he aur sar polytechnic me galat ofcen bharne par marks kat leta he kiya sar aapse request he aap jarur bataye ki kya ham polytechnic form bhar sakte he ya nahi

    1. Sarkari Job Help says

      आप पॉलिटेक्निक फॉर्म भर सकते है, 10th या 12th दोनों में से किसी एक से आप फ्रॉम अप्लाई कर सकते है | हाँ परीक्षा में नेगेटिव मार्किंग का प्रावधान है |

      1. Md Irfan says

        Sir mai 12 final kar liya hu
        Lekin mai commerce se final kiya hu. To kya mai I.com karne ke baad polytechnic me admission le sakta hu…
        Please help me sir

        1. Sarkari Job Help says

          yes Irfan, aap polytechnic me 10th base par admission le sakte hai..

  71. Vijay Kumar Mandal says

    Polytechnic ke liye online kon sa class better hoga

  72. Rahul kumar says

    Main polytechnic sarkari exam ki kaise taiyari karoo mujhe kuch notes bata dijiye sir

    1. Sarkari Job Help says

      Rahul hamare website par Polytechnic entrance exam ke liye bahut se notes ko Upload kiya gaya hai.. aap search karke download kare..

  73. Shamsi says

    मैं 12वीं का गणित का छात्र हूं उत्तर प्रदेश में होने वाली पॉलिटेक्निक प्रवेश परीक्षा में गणित वर्ग से बी फार्मा में बैठना चाहता हूं मैं जानना चाहता हूं इसमें और क्या संभावना है और गणित वर्ग बी फार्मा diploma और बायोलॉजी बर्ग बी फार्मा diploma दोनों में अंतर क्या है?
    Kiya do diploma ek seath ho sake h 1st engineering 2nd b.forma?

  74. Archana gupta says

    Sir main entrance exam ke liye form bharna chahti hu but kaise bharu ye nhi pta mujhe

    1. Sarkari Job Help says

      Archana gupta ji, आप किसी नजदीकी Cyber Cafe (साइबर कैफे) में जाकर Up Polytechnic Entrance Exam 2019 का Form भरवा ले, क्योंकी Last Date 28/02/2019 है ….

      अर्चना जी, आप इसे जरुर पढ़े : Jeecup 2019 की तैयारी कैसे करे

  75. Archana gupta says

    Sir plz help me 🙏🙏🙏🙏

    1. Sarkari Job Help says

      Yes… Why Not…

  76. Rahul Kumar Patwa says

    Sir mai English medium se padha hu to entrance exam me kaun se type ke paper aayenge Hindi medium or English medium?
    Aur sir kya English medium ki practice set & solved paper ki book aati h ki nhi ….English medium me….

    1. Sarkari Job Help says

      Rahul, Paper Hindi or English dono hi medium me aata hai….

  77. Parwez khan says

    1.Sir हम 10th पास 2017 में किये हैं हम पॉलीटेकनिक का फॉर्म भर सकते ह
    2.पॉलीटेकनिक एग्जाम में सभी कंडीडेट का अलग अलग प्रशन रहता है किया
    3.10th 2017 में पास हुए ह तो पॉलीटेकनिक में मेरा प्रशन अलग रहेगा या सब का समान रहेगा
    4.सर मुझे बोर्ड एग्जाम में इंग्लिश में फैल करदिया है 10th में किया में पॉलीटेकनिक का एग्जाम में इंग्लिश compulsary है और हम फॉर्म भर सकते है
    5.मेरा प्रश्न बिहार पॉलीटेकनिक के बारे में है l

    1. Sarkari Job Help says

      Parwez, aap foorm apply kar sakte hai,nahi sabhi candidate ka paper same hota hai kewal sequence alag-2 hota hai..english se koi dikkat nahi hai…aap form apply kijiye..

  78. Yogyta kalwar says

    Sir kya polytechnic ka 10 base pr aur 12 base pr bhrne pr dono ke exam me kya same question aate hai aur 12 base pr form apply krne pr kya kya pdhna pdta hai

    1. Sarkari Job Help says

      Yogyta kalwar, agar aap 10 Base par polytechnic Entrance exam Form apply karte hai to apko 9th+10th Base ke Question Puche jayege… or agar aap 10+2 Base par Polytechnic Entrance Exam ke liye apply karte hai to apko 10th+12th Base ke Physics, Chemistry & Mathematics Subject se Question Puche jayege …

  79. Ranjeet Verma says

    Sir 20 din me kaise tairy kre

    1. Sarkari Job Help says

      Ranjeeet Verma, aap previous paper ko solve kijiye..

      1. Mitesh patidar says

        Sir kya mp polytechnic entrance exam bhi ese hi hote ya fir kuch alag hote he bataiye sir please . Or kis tarah se hote h?

  80. abhishek bind says

    Sir polyteknic ka admit card kab aayega

    1. Sarkari Job Help says

      18 may ko

  81. Jayant Dixit says

    Agar ham 10th me baad polytechnic karna chahe aur sath hi inter bhi karna chahe phir polytechnic collage jaye ki inter collage

    1. Sarkari Job Help says

      Jayant ji, aap polytechnic college jaye…

  82. Mitesh patidar says

    sir,yadi me poly tech me architecture ka diploma karta hu to kya mujhe B.arch ki degree milegi ya fir uske liye alag se padhna hoga

  83. Kiran gavit says

    Sir kya 10th ke bad 3 sal ka gap ho to polytechnic course kar sakate hair

    1. Sarkari Job Help says

      yes…no problem, ek effidevit banawa lijiyega at the time of counselling..

  84. Rahul says

    Sir madhya pradesh me bhi yahi rule follow hota hai kya sir me 12 ke result se polytechnic karna chahta hu ye wali exam konse month me ati hai

  85. Md says

    Sir g Mai 12th pass hoo aur Mai 12th base par polytechnic entrance ki form apply kar diya sir ye bataye exam me los base par question aayega

  86. Sukhdev dhadse says

    Sir Maine iti Kiya hai our Mai Polly karna karna chata hu to sir form aplaykI date our 2018 ke pepar ki copy

  87. Ramsingh says

    Sir mera Nam Ram Singh hai Mai class12 me hi Mai polytechnic. Course karana cahata hi 12ke bad kitane sal ka course hai. Aur sir isko pass karane ke liye kitane no chahiye kisses acha college me please tell me

    1. Sarkari Job Help says

      Ramsingh, 12th ke bad polytechnic 2 year ka hota hai. isme merit ke aadhar par admission hota hai, yadi aap entrance exam me 50-55% marks late hai to apko acha college mil jayega…

  88. Amit Gupta says

    Sir group H me Kaisa questions puchhta hai

    1. Sarkari Job Help says

      Amit ji, Group H me Reasoning se 25%, Math & Science 25%, English 25% and General Awareness 25% question puche jayenge…

  89. Abhishek says

    Sir Maine suna Hai Ki agar ham 10th ke bad Polytechnic Karte Hai Haryana se to hame diploma plus 12th Ki certificate bhi milega Kya ye sach Hai sir plzz explain kijiye sir

  90. Abhishek Shukla says

    Sir aap ye bta dijiye ki group a me civil, electrical kon se trade se polytechnic krei kon sa shi rhega
    Kya polytechnic krne ke baad job achi lg skti h

    1. Sarkari Job Help says

      Abhishekji, aap Civil ya Electrical se kare.. Govt & private sector me job opportunity achha hai..

  91. Mahendra says

    Sir me ITI me final me hoo aur Maine group k2 se jeecup ka form fill kr Chuka hoo Kya mujhe admission mil sakti hai

    Me iss saal ITI final me gya hoo abhi final ka exam nhi Diya hoo. Sir plz tell me

    1. Sarkari Job Help says

      Counselling ke time certificate chahiye..

  92. Rinki kumari says

    Sir,group K7 me kis type ka question hota hai, uske taiyari online hoti hai

  93. Saurabh Babu says

    Namaste sir, sir manne Polytechnic entrance exam ke liye high school base per apply kiya hai entrance exam ki best taiyari ke liye kis prakashan ke book se padhayi kre please explain me I request you sir.

    1. Sarkari Job Help says

      Arihant…

  94. Raju says

    Market me koi book nhi aata h polytechnic ka exam clear karne ke liye mere pass 10th ka koi book nhi h Sir koi book nhi h jisse ham exam ki tayari kar sake koi eak book ka name bata de pls

    1. Sarkari Job Help says

      Arihant ki book polytechnic entrance exam ke liye aati hai…

  95. Raju says

    Sir eak baat or polytechnic ka sarkari form apply ho raha h ya nhi pls reply sir

  96. Vinayak Awasthi says

    Sir mera name vinayakawasthi hai Mai delhi se hu Sir Mai 12th me hu abhi Sir Mai chahta hu mere government job lag jaye railway ME loco pilot to uske liye mughe diploma krna hoga mechanical ya electrical to sir agar mai private krta hu to kasa rhega

    1. Sarkari Job Help says

      Private college se polytechnic kar sakte hai…koi problem nahi hai..

  97. Zeesan Alvi says

    Up Polytechni study meterial chemistry pdf
    and physics pdf

  98. Sanni kumar says

    Sar me 12th me art subject se paas kiya hu to kya me polytechnic kar sakata hu

    1. Sarkari Job Help says

      Sanni, aap 10th par form apply kar dijiye..polytechnic 10th par hota hai

  99. Indrajeet Kumar says

    Sir maine ITI kiya hai agar main ITI se form bharta hun to kya polytechnic Bharati exam mein puche Gaye question bhi kya ITI ke sambandhit objective tuition hongek

    1. Sarkari Job Help says

      Indrajeet, yadi aap iti se form apply karte hai to Entrance exam apke iti trade se bhi question puche jaynge..

  100. Tanya chauhan says

    Sir maths or science me dono ko include krke kitni % hona cahiye or alag alag krke kitni %cahiye

    1. Sarkari Job Help says

      Tanya, 55% se above rahega to achha college mil jayega

  101. Sivangi says

    Sir Maine is year hi 10th complete ki hai.
    Sir aap mujhe ye Btaye ki politacnic me kis type ke question aate hai

    1. Sarkari Job Help says

      10th level ka….and koi book prefer kar lijiyega…

  102. Gauranshi says

    Sir muje polytechnic me computer science se engineering krni h muje entrance exam k liye kya kya pdna chahiye

  103. Anjali kumari says

    Hello,sir kya 5 saal ka question answer yaad karne se exam me badiya rank la sakte hai. Please sir,tell me Maine abhi abhi hi bihar polytechnic entrance exam ka form bhara hai.or exam bhi sayad 31oct. Ko hai ..
    Kaise taiyari kare????
    Please sir reply me…

    1. Sarkari Job Help says

      Yes..

  104. Surajchaudhary says

    Hi sir
    1. Sir kya class 11th me up polytechnic ka entrance exam ke liye apply kar sakte hai.
    2. Sir kya tab polytechnic college join kar sakte hai.
    Sir please🙏 bataayan

    1. Sarkari Job Help says

      SURAj ji, yes aap polytechnic ke liye apply Kar sakte

  105. Arti adivasi says

    Just as there is a class exam in class 10th , is there any book for preparing for exam in polytechnics?

  106. Jitendra prajapati says

    Sir polytechnic ke taiyari ke liye koi achha book ka name please tell me

    1. Sarkari Job Help says

      Arihant ki book sahi hai…

  107. Monika says

    Sir group E ki kaise taiyari kare

Leave A Reply

Your email address will not be published.

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

sex videos eurobeauty fucked hard on the floor.
sex xxx
http://www.anybunnyvideos.com
error: कृपया उचित स्थान पर Click करे !!